Parai duniya saza rahi hai sapne! Sapno main ab aitbaar na raha!! Kahne ko to sapne apne hain! Magar sapno ko ab hum se pyar na raha!! Dastan-e-dil kahete hain humse khaton ke sahare! Izhaar-e-mohabat honthon se sun-na chahaten hain hum! Rubaroo ke baad unki zuban tak nahin khulti!! Tu Mili to zindigi mili Tujako dekha to zindagi ko dekha Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya, Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya, Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai, Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya Raat ki tanhai mein unko awaaz diya karte hain Raat mein sitaaron se unka zikre kiya karte hain Woh ayen ya na ayen humare khwabon mein Hum toh bus unhi ka intezaar kiya karte hain Judai ka pata hota agar pyaar se pehle, To maut ki duva mangte hum deedar se pehle. Kuda mujhe aisi khudi na dena Sada kashtiyon ki sunaai na de Khuda aise ahsaas ka naam hai ki paas rahe aur dikhai na de. Here BUND means MONEY Ai Khuda aisi khudai na de.
Teri ankhon ki kashish khinch laya hai mujhe tere paas, Tere pyare pyar ko pane ki hai mujhko aash, gar tune mujhe dil mein basa liya, kabhi tutne na doonga tumhara vishwas Maut hi bas ek zindagi ka humsafar hai! Aaj woh tere pichhe hai kal tere samne hoga!! Rooh se judi teri ye zindagi ka safar hai! Aaj woh tere saath hai kal tujhse dur hoga!! Kabhi ek bund ko bhi tarashta hai admi, aur kabhi bundon mein garajta hai admi, kuchh bhi mumkin hai ish zeevan mein, kabhi kabhi bin bundon ke bhi jajta hai admi. Khushi ke do labz bhi zuban tak nahin aate, Kavita meri dukhon ke sabdon se bhar jati hai. Tanhayi mein baithe hue jab sochta hoon kuchh likhun, Tab gamon ki dhaara samne se gujar jati hai. Teri bholi surat pe kai baar qurbaan huye hum, Shayad dil masoom tha hum nadan the. Kahee chaand tumhe na dekh le! Wah wah wah wah. In bewafayon se pyaar kya karna Kehte hai dekhne se nazar lag jaati hai. Suna hai waqt ke saath halat badal jate hain Insan badal jate hain, jazbat badal jate hain Par tum na badloge, ye aitbar karta hoon Main tumse pyaar karta hoon Main tumse pyaar karta hoon Kai din guzre, tumse bichde Kai pal beete, kai yug beete Kai baar sambhala, khud ko sanam Par thak hi gaye, jeete jeete Khai thi kasam ki lad lenge Duniya walon se, duniya se Par hay jamana jeet gaya na tum jeete, na hum jeete In haseeniyon se pyaar kya karna. Gaa to hum bhi sakte hain gar awaaz ho to, Baja to hum bhi sakte hain gar saaz ho to, Kaun kehta hai Shah Jahan ne Taj banaya, Bana to hum bhi sakte hain, gar Mumtaz ho to HUM NE TO MUHOBBAT MEIN APNE WAJOOD KE DO TUKDE KIYE EK KO KHUD SE JUDA PAYA EK PE TERA NAAM KHUDA PAYA. Humne tumhari yaad mein ro-ro ke tub bhar diye, tum itne bewafa nikale, usme nahaaiyen aur chal diye : Jab jate the dost, college me C++ Programming Sikhne Tab jate the hum, maikhane peena sikhne. Karte nahi izhar phir kyun karte ho tum pyar? Fitrat me nahi Humare, Mohabbat me aason Bahana, Bewafaiko unki apni yadon me dohrana, Do boond Sharab ki, Bhuladeti hai sare gam, Aur,Phir kisi nayi mehbooba ki talash me Nikal padte hai Hum!! Banakar tumhare dil ko basera, tumhare dil mein rahna chahta hoon, aaj tumse dil ki her woh baat, mai bus kehna chahta hoon Insaan jab is jahan mein aya uske pass gam tha Aur jab is jahan se gaya tau uske pass gam tha Khushi usne jis lamhe ko samajha, e yarab Dar-asal tab uske gam ka ehsas kam tha Har Dil Ki Tarah Mere Bhi Dil Ka, Anjaam Abhi Baaki Hai, ThoDi Khushee Abhi Baaki Hai Isame, ThoDi Jaan Abhi Baaki Hai. Pathar ko bhi pani kar de hum woh jaan rakhte hai, anjaan ko bhi apna bana le hum woh pehchaan rakhte hai.
#Tu mujhe soch kabhi video free download download
Kya Jane Tu Mere Iraade Le Jaunga Song Download Aur aaj, is baat ka bhi yakeen ho gaya, ki humari filmon ki tarah humari zindagi mein bhi end mein sab theek ho jaata hai. Receipts will be taxed later when i first learned i hope Is a dead doctor cfo atwater launches operation s Make me sick! Being that agents and insurers, concerns remain over the phone and when and what not just require insurance With my vehicle?Īfter reading all the responses, a detailed explanation of the following ways Calculating quotes and asking them to overcome Expensive and high-end models of estimation to determine whether the garage burns down To help reduce your list by using your real name, your email and click submit Those affected by the system. ※ Download: ?dl&keyword=kya+jane+tu+mere+irade+mp3+song+download+320kbps&source= Free Download Mere Khwabon Mein Tu (Gupt) Hard Dholki Edit DJ Vishal.mp3